Showing posts with label barish status for fb. Show all posts
Showing posts with label barish status for fb. Show all posts

Tuesday, May 16, 2017

Top 8 Barish Status in hindi 2017

Top 8 Barish Status in Hindi 2017


मोसम हे बारिश का ओर याद तुम्हारी आती है,बारिश के हर कतरे से आवाज़ तुम्हारी आती है!

--------------

आज दिन भर बारिश होने की संभावना है, कृपया अपने दिमाग वाली जगह को प्लास्टिक से ढक लो, क्योकि खाली जगहों में पानी जल्दी भरता है.

-------------

छाता लगाने का मतलब ये नहीं कि बच गए पानी से,डुबाने वाला पानी सर से नहीं पैर से आता है।

------------

बारिश का इंतज़ार कितनी सिद्दत से करता है किसान, मालूम है उसे जबकि उसका घर मिट्टी का है।


Top 8 Barish Status in Hindi 2017


-----------

कुछ लोगों का दिल जीत लिया आकर इस बरसात ने,और कुछ इस सोच में डूबे हैं की आज वो सोयेंगे कहाँ.

-----------

भीगेँगे जो किसी रोज हम मोहब्बत की ‘बरसात’ में..☔फिर’कमज़ोर’ से इस दिल को इश्क का ‘बुखार’ पक्का है..💕

---------------

_*आज कुछ और नहीं बस इतना सुनो..मौसम हसीन है, लेकिन तुम जैसा नहीं..*_…✍🏼✍🏼

-----------

दुनिया में कभी अच्छे इंसान की तलाश में मत निकलना,........क्युंकि…......बारिश ज्यादा हो रही है न इसलिए,“हम बहार कम ही निकलते है…”
Share:

Saturday, January 21, 2017

Barish Status in Hindi ( Pyar in Barsaat Status )

Looking For Barish Status in Hindi then Today I am Going to share with you a Pehli barish se related status in hindi and english in status me. dosto pehli barshi sbhi ko bhut pasand hoti hai khass kar un logo ko jo kisi ko behad pyar krte hai isliye hamne couple se related Love Couple Status upload Kiye Hai. Or Romantic love Barsaat Status and Quotes in Hindi For Whatsapp. 

Pehli Barish Love Status in Hindi


ना है बारिश में दुआ क़बूल होती है
अगर हो इज्जाजत तो मांग लू तुम्हे…?

na hai barish mein dua qabul hoti hai
agar ho ijjajat to mang lu tumhe…?

-----------
Barish Status in Hindi ( Pyar in Barsaat Status )
Barish Status in Hindi ( Pyar in Barsaat Status )

Mohabbat ka Mosam - Status on Barsaat ( Barish )


कहीं फिसल ना जाओ ज़रा संभल के रहना,
मौसम बारिश का भी है और मुहब्बत का भी.

kahin phisal na jao zara sambhal ke rahana,
mausam barish ka bhi hai aur muhabbat ka bhi.

----------

Barsh Ki Bunde Pyar Ki Status in hindi


हवा भी रूक जाती है कहने को कुछ तराने,
बारिश की बूंदे भी उसे छूने को करती है बहाने..!!

hava bhi ruk jati hai kahane ko kuchh tarane,
barish ki bunde bhi use chhune ko karati hai bahane..!!

-------------

Barish Ki Bunde Love Hindi Status


बारिश की बूँदों में झलकती है तस्वीर उनकी‬‎
और हम उनसे मिलनें की चाहत में भीग जाते हैं‬..!!

barish ki bundon mein jhalakati hai tasvir unaki‬‎
aur ham unase milanen ki chahat mein bhig jate hain‬..!!

---------------

Barsaat Ki bunde or Mera Pyar Status for Whatsapp

पूछते हो ना मुझसे तुम हमेशा की मे कितना प्यार करता हू तुम्हे
तो गिन लो बरसती हुई इन बूँदो को तुम……!!!!!!

puchhate ho na mujhase tum hamesha ki me kitana pyar karata hu tumhe
to gin lo barasati hui in bundo ko tum……!!!!!!

--------------

Top 3 Barish Status in Hindi for Girlfriend


कहीं फिसल न जाऊं तेरे ख्यालों में चलते चलते
अपनी यादों को रोको मेरे शहर में बारिश हो रही है!!

kahin phisal na jaun tere khyalon mein chalate chalate
apani yadon ko roko mere shahar mein barish ho rahi hai!!

-------------

गर मेरी चाहतों के मुताबिक, जमाने में हर बात होती..!
तो बस मैं होता वो होती, और सारी रात बरसात होती..!!

gar meri chahaton ke mutabik, jamane mein har bat hoti..!
to bas main hota vo hoti, aur sari rat barasat hoti..!!

------------

एक ख्वाब ने आँखे खोली हैं, क्या मोड़ आया है कहानी में…
वो भीग रही थी बारिश में और आग लगी है पानी में ।।

ek khvab ne ankhe kholi hain, kya mod aya hai kahani mein…
vo bhig rahi thi barish mein aur ag lagi hai pani mein ।।

----------------
Share:

Thursday, May 26, 2016

Ye Sawan or Barish or Sath Tum - Shayari on Barish

Kal raat barasti rahi sawan ki
ghata bhi,
Aur hum bhi teri yaad mein dil khol
ke roye…..

Aaj bhigi hai palke kisi ki yaad mein,
Aakash bhi simat gaya hai apne aap mein,
Oas ki boonde aisi giri hai jameen per,
Maano chand bhi roya ho uski yaad mein.

Mat pucha karo mujhse ki tum mere
kya lagte ho
Jis tarah Dil ki liye dhadkan zaruri hai,usi tarah mere liye tum…..

Aaj barish me tere sang nahana hai,
Sapna ye mera kitna Suhana hai,
Barish ki bunde jo gire tere hotho pe,
Unhe apne hotho se uthana hai.
Share:

Mausam Mansoon Ka - Best Rainy Weather Shayari

Kitna adhura lagta hai tab jab,
badal ho par barish na ho,
jab zindagi ho par pyaar na ho,
jab ankhe ho par khwab na ho,
aur jab koyi apna ho par sath na ho.

Dil ka yahi dastoor hota hai!
Jise chaho wo apno se door hota hai!
Dil toot ke bikharta hai is kadar
Jaise kanch ka tukda chur chur hota hai…..

Bahot Dinon Se Thi Ye Asmaan Ki Saazish
Aj Puri Hui Unki Khuwahish
Bhig Lo Apno Ko Yad Kr Ke
Mubarak Ho Apko Ye Aaj ki Barish…

Bheege mausam ki bheegi si shuruat..
Bheegi si yaad bhuli hui baat..
Wo bheegi si ankhe.. woh bheega hua sath..
Mubark ho apko.. khoobsurat barsaat.
rimzimrimzimrimzm
Share:

Ye Bhiga Mausam - Barish Shayari for Facebook Updates

Agar Bhigne Ka Itna Hi Shoq Hai Baarish Me,
To Dekho Na Meri Aankhon Me,
Baarish To Har Ek Ke Liye Hoti Hai,
Lekin Ye Aankhein Sirf Tumhare Liye Barasti Hain.

Aye barish zara tham ke baras,
Jab mera yaar aa jaye to jam ke baras,
Pehle na baras ki woh aa na sake,
Phir itna baras ki woh ja na sake.

Khyalon mein wahi, sapno mein wahi,
Lekin unki yaadon mein hum the hi nahi,
Hum jaagte rahe duniya soti rahi,
Ek baarish hi thi, jo humare sath roti rahi.

Bin badal barsaat nahin hoti,
Suraj doobe bina raat nahin hoti,
Ab kuchh aise haalat hain hamare ki,
Aapko dekhe bagair din ki shuruwat nahin hoti.
Share:

Romantic Barish SMS - Rain Status for Whatsapp in Hindi

Barishon ke mosam mein,
Tum ko yaad karney ki,
Aadatien purani hain!....,
Ab ki bar socha hai,
Aadatien badal dalein,
Phir khayal aaya ke ,
Aadatein badalne se,
Barishein nahin rukti.

Barsat ki bheegi raaton mein fir koi suhani yaad aayi,
Kuchh apna jamana yaad aaya kuchh unki jawani yaad aayi,
Hum bhool chuke the jisne hamein duniya mein akela chhor diya,
Jab gaur kiya to ek surat jaani pehchani yaad aayi.

Khyalon mein wahi, sapno mein wahi,
Lekin unki yaadon mein hum the hi nahi,
Hum jaagte rahe duniya soti rahi,
Ek baarish hi thi, jo humare sath roti rahi.

खूब हौसला बढ़ाया आँधियों ने धूल का, मगर दो बूँद बारिश ने औकात बता दी….

Some people walk in the rain, others just get wet.

मजबूरियॉ ओढ के निकलता हूं घर से आजकल, वरना शौक तो आज भी है बारिशों में भीगनें का….

Everybody wants hapiness nobody wants pain but you can’t have a rainbow without a little rain.
Share: