Showing posts with label barish status in hindi. Show all posts
Showing posts with label barish status in hindi. Show all posts

Tuesday, May 16, 2017

Top 8 Barish Status in hindi 2017

Top 8 Barish Status in Hindi 2017


मोसम हे बारिश का ओर याद तुम्हारी आती है,बारिश के हर कतरे से आवाज़ तुम्हारी आती है!

--------------

आज दिन भर बारिश होने की संभावना है, कृपया अपने दिमाग वाली जगह को प्लास्टिक से ढक लो, क्योकि खाली जगहों में पानी जल्दी भरता है.

-------------

छाता लगाने का मतलब ये नहीं कि बच गए पानी से,डुबाने वाला पानी सर से नहीं पैर से आता है।

------------

बारिश का इंतज़ार कितनी सिद्दत से करता है किसान, मालूम है उसे जबकि उसका घर मिट्टी का है।


Top 8 Barish Status in Hindi 2017


-----------

कुछ लोगों का दिल जीत लिया आकर इस बरसात ने,और कुछ इस सोच में डूबे हैं की आज वो सोयेंगे कहाँ.

-----------

भीगेँगे जो किसी रोज हम मोहब्बत की ‘बरसात’ में..☔फिर’कमज़ोर’ से इस दिल को इश्क का ‘बुखार’ पक्का है..💕

---------------

_*आज कुछ और नहीं बस इतना सुनो..मौसम हसीन है, लेकिन तुम जैसा नहीं..*_…✍🏼✍🏼

-----------

दुनिया में कभी अच्छे इंसान की तलाश में मत निकलना,........क्युंकि…......बारिश ज्यादा हो रही है न इसलिए,“हम बहार कम ही निकलते है…”
Share:

Thursday, May 26, 2016

Ye Sawan or Barish or Sath Tum - Shayari on Barish

Kal raat barasti rahi sawan ki
ghata bhi,
Aur hum bhi teri yaad mein dil khol
ke roye…..

Aaj bhigi hai palke kisi ki yaad mein,
Aakash bhi simat gaya hai apne aap mein,
Oas ki boonde aisi giri hai jameen per,
Maano chand bhi roya ho uski yaad mein.

Mat pucha karo mujhse ki tum mere
kya lagte ho
Jis tarah Dil ki liye dhadkan zaruri hai,usi tarah mere liye tum…..

Aaj barish me tere sang nahana hai,
Sapna ye mera kitna Suhana hai,
Barish ki bunde jo gire tere hotho pe,
Unhe apne hotho se uthana hai.
Share:

Mausam Mansoon Ka - Best Rainy Weather Shayari

Kitna adhura lagta hai tab jab,
badal ho par barish na ho,
jab zindagi ho par pyaar na ho,
jab ankhe ho par khwab na ho,
aur jab koyi apna ho par sath na ho.

Dil ka yahi dastoor hota hai!
Jise chaho wo apno se door hota hai!
Dil toot ke bikharta hai is kadar
Jaise kanch ka tukda chur chur hota hai…..

Bahot Dinon Se Thi Ye Asmaan Ki Saazish
Aj Puri Hui Unki Khuwahish
Bhig Lo Apno Ko Yad Kr Ke
Mubarak Ho Apko Ye Aaj ki Barish…

Bheege mausam ki bheegi si shuruat..
Bheegi si yaad bhuli hui baat..
Wo bheegi si ankhe.. woh bheega hua sath..
Mubark ho apko.. khoobsurat barsaat.
rimzimrimzimrimzm
Share:

Ye Bhiga Mausam - Barish Shayari for Facebook Updates

Agar Bhigne Ka Itna Hi Shoq Hai Baarish Me,
To Dekho Na Meri Aankhon Me,
Baarish To Har Ek Ke Liye Hoti Hai,
Lekin Ye Aankhein Sirf Tumhare Liye Barasti Hain.

Aye barish zara tham ke baras,
Jab mera yaar aa jaye to jam ke baras,
Pehle na baras ki woh aa na sake,
Phir itna baras ki woh ja na sake.

Khyalon mein wahi, sapno mein wahi,
Lekin unki yaadon mein hum the hi nahi,
Hum jaagte rahe duniya soti rahi,
Ek baarish hi thi, jo humare sath roti rahi.

Bin badal barsaat nahin hoti,
Suraj doobe bina raat nahin hoti,
Ab kuchh aise haalat hain hamare ki,
Aapko dekhe bagair din ki shuruwat nahin hoti.
Share:

Romantic Barish SMS - Rain Status for Whatsapp in Hindi

Barishon ke mosam mein,
Tum ko yaad karney ki,
Aadatien purani hain!....,
Ab ki bar socha hai,
Aadatien badal dalein,
Phir khayal aaya ke ,
Aadatein badalne se,
Barishein nahin rukti.

Barsat ki bheegi raaton mein fir koi suhani yaad aayi,
Kuchh apna jamana yaad aaya kuchh unki jawani yaad aayi,
Hum bhool chuke the jisne hamein duniya mein akela chhor diya,
Jab gaur kiya to ek surat jaani pehchani yaad aayi.

Khyalon mein wahi, sapno mein wahi,
Lekin unki yaadon mein hum the hi nahi,
Hum jaagte rahe duniya soti rahi,
Ek baarish hi thi, jo humare sath roti rahi.

खूब हौसला बढ़ाया आँधियों ने धूल का, मगर दो बूँद बारिश ने औकात बता दी….

Some people walk in the rain, others just get wet.

मजबूरियॉ ओढ के निकलता हूं घर से आजकल, वरना शौक तो आज भी है बारिशों में भीगनें का….

Everybody wants hapiness nobody wants pain but you can’t have a rainbow without a little rain.
Share: