Showing posts with label HINDI SHAYARI. Show all posts
Showing posts with label HINDI SHAYARI. Show all posts

Tuesday, March 13, 2018

Hindi Shayari To Irritate Your Girlfriend (Top 10 Selected)

Hindi shayari to irritate your girlfriend, Bewafa shayari, dard shayari. अपनी गर्लफ्रेंड को परेशान करने वाली शायरी | उसे अपनी अहमियत बताने वाली शायरी |

Hindi Shayari To Irritate Your Girlfriend
Hindi Shayari To Irritate Your Girlfriend

Read more »
Share:

Sunday, May 14, 2017

Best Romantic Love Shayari for Couple | Milke Bhi Hum Na Mile Tumse Na Jaane Kyo

Milke Bhi Hum Na Mile Tumse Na Jaane Kyo

Milne ki khushi bhi hai, Door jaane se dard bhi hai,
Kaise bataye tumko dil mai kya uljhan se hai,
Dekha hai apko milte samay pehli baar,
Vo lamha aankhe bhula nhi sakti hai,
Ja rahe jab milkar door, tab socha phir milenge jaldi,
Magar milne ka intzaar abhi se hai,
Jaha raho khush raho, Mile jaha ki khushiya saari,
Har din dil ye dua karta hai,
Magar tum humara saath kabhi na chodna,
Humara dil baar baar tumse ye kehna chahta hai....
Share:

Monday, May 1, 2017

Love Romantic Shayari for Boyfriend Love SMS Relationship Shayari in Hindi

Ab Tere Bin Hum Reh Nahi Sakte

Zindagi tum bin ulfat si lagne lagne hai,
Ek pal ki judai muddat si lagne lagi hai,
Pahale nahi tha socha ab sochne lage hai,
Ki har lamhe me tumhari zarurat si lagne lagi hai....
Share:

Monday, April 10, 2017

Main Talashta Hu Apne Yaar Ko Apne Pyaar Ko Romantic Hindi Shayari for Lover

Mai Talashta Hu Apne Pyaar Ko

Main talashtaa hu apne yaar ko
Kahi to hoga, koi to hoga 
Jo pukarta hoga mere naam ko...

In waadiyo se puchta hu...
Uske ghar ka pataa...
Koi to hai is jahaan me...

Jo mujhe bhi dhoondhta hoga apni yaadon me.
Main talashtaa hu apne pyaar ko 
Main talashtaa hu apne yaar ko 

Koi to hai jo karta hoga mera intezaar 
Koi to hai jo hoga bekaraar 
Koi to hai jo samajhta hoga yeh khaamoshiya

Jiska dil bhi dhadakta hoga mere dil ke saath
Main talashtaa hu apne pyaar ko 
Main talashtaa hu apne yaar ko 

Wo manzil bhi mujhe pukaarti hogi 
Wo raaste bhi muje dekhte honge 
Koi to hai, jinki baahon ko hoga sirf mera intezaar

Main talashtaa hu apne pyaar ko 
Main talashtaa hu apne yaar ko
Share:

Sunday, March 26, 2017

Monday, February 20, 2017

Hindi True Attitude Status on Dosti And Life

hello guys Looking For Hindi True Attitude Status on Dosti And Life then here you will get best Hindi WhatsApp Status, Whatsapp Shayari, Funny status messages for WhatsApp, Love WhatsApp Status quotes, Attitude whatsapp status.


Dosto Ki value Status in Hindi

दोस्त को दौलत की निगाह से मत देखो ,
वफा करने वाले दोस्त अक्सर गरीब हुआ करते हैं…!!

dost ko daulat ki nigah se mat dekho ,
vapha karane vale dost aksar garib hua karate hain…!!
——————————————-

Attitude Status on Revenge (Badala)

सितमगरों की अगर भीड़ है तो होने दो,
जो अहले हक़ हैं वो तादाद से नहीं डरते…!!

sitamagaron ki agar bhid hai to hone do,
jo ahale haq hain vo tadad se nahin darate…!!
——————————————-

True Sad Attitude Hindi Status for Whatsapp

Hindi True Attitude Status on Dosti And Life
Hindi True Attitude Status on Dosti And Life

कितना भी कर लो तुम चाँद से इश्क़…
रात के मुक़द्दर में सिर्फ अंधियारे लिखे हैं…!!

kitana bhi kar lo tum chand se ishq…
rat ke muqaddar mein sirph andhiyare likhe hain…!!
Share:

Wednesday, February 1, 2017

Whatsapp Shayari


Mat Puch Sabar Ki Inteha Kahan Tak Hai,
Tu Sitam Kar Le Teri Taqat Jahan Tak Hai, 
Wafa Ki Umeed Kisi Aur Ko Hogi,
Humein To Dekhna Hai Tu Bewafa Kahan Tak Hai.

************


khushbuon ka to sirf ehsaas hota hai,
Dil to Dil ke pass hota hai,
har baat ko juban se kehna mumkin nahi,
sache pyaar ki pehchaan to bas vishwaas hota hai.

************


Apki Saadgi ki koi Inteha Nhi Hai
Yahi to Mere Pyr krne k waja Rahi Hai
Mana ki Apme Alag kuch B Nhi Hai
Pr Jo apme He Wo kisi Or Me Nhi Hai.
Share:

Tuesday, January 31, 2017

तुझे खोना भी मुश्कील है, तुझे पाना भी मुश्कील है !

तुझे खोना भी मुश्कील है, तुझे पाना भी मुश्कील है.
जरा सी बात पर आंखें भीगो के बैठ जाते हो,
तुझे अब अपने दील का हाल बताना भी मुश्किल है,
उदासी तेरे चहरे पे गवारा भी नहीं लेकीन,
तेरी खातीर सीतारे तोड़ कर लाना भी मुश्कील है,
यहाँ लोगों ने खुद पे परदे इतने डाल रखे हैं,
कीस के दील में क्या है नज़र आना भी मुश्कील है,
तुझे जींदगी भर याद रखने की कसम तो नहीं ली,
पर एक पल के लिए तुझे भुलाना भी मुश्कील है
Share:

Monday, January 23, 2017

Bewafa Shayari Image, Bewafa Shayari In Hindi

Aansoo Dard Bhari Bewafa Sad Bewafayi Shayari


Haqikat jaan lo juda hone se pahle,

Meri sun lo apni sunane se pahle,

Ye soch lena bhulane se pahle,

Bahut royi hain ye aankhen muskurane se pahle.




Ishq sabhi ko jena sikha deta hai,

wafa ke naam par marna sikha deta hai,

ishq nahi kiya to karke dekho,

zalim har dard sehna sikha deta hai!



Bewafa Shayari Photo, Bewafa Shayari In Hindi For Boyfriend




Unki mohabbat ka abhi nishan baki hai,

Naam hothon par hai, Jaan abhi baki hai

Kya hua agar dekh kar muh pher leti hai wo..

Tasalli toh hai ki Chehre ki pehchaan abhi baki hai!




? ?? ? ??? ? ?? ??? ?? ???,

? ???? ??? ?? ???? ?? ???? ???,

?? ???? ?? ????? ??? ????,

? ???????? ??? ???? ?? ? ?? ???? ???? ??? !!




? 5 Best Valentines Day Idea For Her 
? Knock Knock Jokes For Kids 
? Joke of The Day
Share:

Dosti Shayari In Hindi - ?????? ????? - Dosti Ki Shayari

Dosti Shayari Images, Hindi Shayari Dosti Love


???? ???

??????? ??


??? ???? ??

??????.....

?? ???????

??

????? ??

?????? ???? ????? !!




Ek din dosti par ek kitab likhenge,

Dosto ke sath gujri har baat likhenge,

Jab batana ho ke dost kaise hote hain,

Tumhe soch-soch kar har baat likhenge.



Dosti Shayari In Hindi 140 Character, Dosti Status




??? ???? ???? ??????...

?? ???? ???????? ?? ?????..!

???? ???? ? ???? ???? ????? ..

?? ???? ???? ???? ???? ?? ?????..!!

????? ??? ?? ?? ???? ??? ?? ??? ??..

????? ?? ?? ?? ????? ?? ????? ??!


???? ??? ?????? ?? ?? ? ???? ?????,

???? ????? ?? ????? ?? ?? ???? ?? !!




Uljhan agar hai to humse na chhupana.

Sath na de juban to aankho se batana...!!


Har kadam par sath hai hum apke,

Dost banaya hai to haq jarur jatana..!!




? 5 Best Valentines Day Idea For Her 
? Knock Knock Jokes For Kids 
? Joke of The Day
Share:

Sunday, January 22, 2017

Republic Day Shayari In Hindi, Shayari on Republic Day

Shayari on Republic Day In Hindi, Republic Day 2017


Alag hai Bhasha, Dharm Jaat

aur prant, bhesh, parivesh

par hum sab ka ek hai gaurav

Rashtradhwaj tiranga shrestha

Gantantra Diwas ki Hardik Shubh Kamnayein.




Woh shama jo kaam aaye anjuman ke liye,

Woh jazba jo qurban ho jaaye watan ke liye,

Rakhte hain hum woh houslein bhi

jo mar mite hindustan ke liye�!!

Happy Republic Day!



Republic Day Hindi Shayari, Desh Bhakti Shayari




Jamane bhar mein milte hain aashiq kayi,

Magar vatan se khubsurat koi sanam nahi hota,

Noto mein lipat kar, sone mein simat kar mare hain kayi,

Mager tirange se khubsurat koi khafan nahi hota.

Happy Republic Day




DESH bahkto ki balidaan se,

SWATNATRA huye hai hum..

koi puche kon ho,

to GRAV se kahenge.

Bhartiya hai hum�

Happy Gantantra Diwas




Nahi Sirf Jashn Manana,

Nahi Sirf Jhande Lehrana,

Yeh Kaafi Nahi Hai Watan par,

Yadon Ko Nahi Bhulana,

Jo Qurbaan Hue,

Unke Lafzon Ko Aage Badhana,

Khuda Ke Liye Nahi ..

Zindgi Watan Ke Liye Lutana.

Happy Republic Day




? Whatsapp Status For Republic Day 
? Valentine Day Is Coming Status 
? Funny Llama Joke - Animal Jokes
Share:

Dard Bhari Shayari In Hindi With Images, Sad Shayari

Dard Bhari Shayari In Hindi 160, Dard Bhari Sayri


Pyar Ka Badla Kbi Chuka Na Skenge,

Chah Kr B Apko Bhula Na Skenge,

Aap Hi H Mere Labo Ki Hasi,

Aapse Bichde To Fir Kbhi Muskura Na Sakenge.




palko ke kinare

humne bhigoye hi nahi,

woh sochte hai hum roye hi nahi,

woh puchte hai

khwabon me kise

dekhte ho,

hum hai ki ek umr

se soye hi nahi.



Dosti ki Dard Bhari Shayari In Hindi, Sad Shayari Images




Koi GiLa Na Koi Shikwa Rahe Apse

Ye Arzoo Hai 1 SiLsiLa Bana Raha Apse

Bas 1 Bat Ki Umeed Hai Apse

Khafa Na Hona Agar Hum Khafa Rahe Aapse...




Unka khwabo me aana ye unka kasur tha,

unse dil lgana ye humara kasur tha,

vo aaye the zindgi me do pl k liye,

unko zindgi smj lena ye hmara kasur tha..




? Whatsapp Status For Republic Day 
? Valentine Day Is Coming Status 
? Funny Llama Joke - Animal Jokes
Share:

Shayari on Love, Love Shayari In Hindi

Love Shayari In Hindi For Girlfriend, Shayari on True Love


Zakham Chupane Ke Liye Bahana

Chahiye, Dard Sunane Ke Liye

Zamana Chahiye, Har Shaksh Karib

Aakar Chala Jata Hai, Ek Wo Hi

Nahi Aata Jinko Aana Chahiye.




Sabke Chehre Mei Woh Baat Nahi

Hoti, Thode Se Andhere Mai Raat

Nahi Hoti, Zindagi Mai Kuch Log

Bahut Pyare Hote Hain, Kya Karein

Unhi Se Aajkal Mulakat Nahi Hoti.



Love Shayari Image, True Love Shayari




Dil Jeet Le Woh Jigar Hum Rakhte

Hai, Katal Kar De Woh Nazar Rakhte

Hai, Wada Kiya Hai Kisi Se

Hamesa Muskurane Ka, Warana Hum

Bhi Ankhon Mai Samunder Rakthe Hai.




Tanha Mausam Aur Udaas Raat

Hai, Wo Mil Ke Bichad Gaye Ye

Kaisi Mulaqat Hai, Dil Dharak

To Raha Hai Lekin Awaz Nahi

Hai, Wo Dharkan Bhi Sath

Le Gaye Kitni Ajeeb Baat Hai!




? Whatsapp Status For Republic Day 
? Valentine Day Is Coming Status 
? Funny Llama Joke - Animal Jokes
Share:

Saturday, January 21, 2017

Good Morning Image With Shayari

Good Morning Shayari In Hindi - Good Morning Image


Suraj nikal raha he Purab se,

Din shuru hua apki Yaad se,

Kehna chahte he hum Apko dilse,

Aapka din accha jaye hamare

Good Morning se.




Subaah ki Pyari Kiran boli Mujhse,

Uthkar Bahar dekho Kitna Haseen Nazaara hai,

Maine kaha ruk, Pehle use Sms to karlu Jo

Is Subah se bhi Jyada Pyara hai..

Good Morning for you



Good Morning Shayari Hindi - Good Morning Shayari Image



Suraj ki pahli kiran khushi de aapko,

Dusri kiran hasi de aapko,

Tisri tandarusti aur kamyabi,

Bas aab jyada nahi warna garmi lagegi.




Suraj nikal raha h Purab se

Din shuru hua apki Yaad se

Kehna chahte h hum Apko dilse

Apka din accha jaye hamare

Good Morning se.




? Whatsapp Status For Republic Day 
? Valentine Day Is Coming Status 
? Funny Llama Joke - Animal Jokes
Share:

Dard Bahri Shayari, Sad Shayari In Hindi

Sad Shayari In Hindi For Girlfriend, Sad Shayari Images


Ajeeb Hoti Hai Ye Ishq Yaaro

Kabhi Jise Jaan Se Bhi Jada Chaha,

Aaj Uuse Hi Ek Nazar Dekhna Gawara Nahi.




Itna Bhi Pyaar Kis Kaam Ka..

Bhulna Bhi Chaho To Nafrat Ki Hadd Tak Jana Pade.




Ajeeb Hoti Hain Mahobbat Ki Raahain Bhi

Rasta Koi Badalta Hai,

Manzil Kisi Ki Kho Jati Hai..!!



Hindi Sad Shayari, Sad Love Shayari




Jhoot Bolte Hain Wo Log,

Jo Kehte Hain Hum Sab Mitti Ke Bane Hain,,

Mai Ek Shaks Se Waaqif Hu,

Jo Patthar Ka Bana Hai..!




Ulfat ka jab kisi ne liya naam ro pade,

Apni wafa ka soch ke anjam ro pade.

Har shaam ye sawal muhabbat se kya mila,

Har shaam ye jawab ke har sham ro pade.

Rona hi naseeb mein hai to auron se kya gila,

Apne hi sar liya koi ilzam aur ro pade




? Ford Kuga 2017 Funny Memes (with images, tweets) The Memes Come Forth 
? Ford Kuga Jokes 2017 What jokes makes kuga owners laugh 
? Knock Knock Jokes for Kids
Share:

Thursday, January 19, 2017

Happy Republic Day 2017 Shayari In Hindi - 26 January Shayari Hindi

26 January Republic Day Shayari Hindi - Republic Day Shayari Collection


Aao jhuk kar salam kare unko,

Jinke hisse me ye mukam aata hai,

Khusnasib hota hai wo khoon

Jo desh ke kaam aata hai,

HAPPY REPUBLIC DAY




DESH bahkto ki balidaan se,

SWATNATRA huye hai hum..

koi puche kon ho,

to GRAV se kahenge.

Bhartiya hai hum�

HAPPY 68th REPUBLIC DAY



Happy Republic Day Shayari In Hindi 2017 - Happy Republic Day 2017




Main iska Hanuman hoon

Ye desh mera RAM hai,

Chhati chir ke dekh lo

Andar baitha Hindustan

Jay Hind!

Happy 68thRepublic Day.




Wo fir aaya hai naye savare ke saath,

mil jul kal rahange hum ek duze ke saath,

wo tirangaa kitna pyara,

wo h deko hai sabse nayara,

aane na denge is pe aanch..

Happy Republic Day.




? Latest Top 10 Pappu Joke In Hindi 
? Whatsapp Members ke Liye Funny Republic Day SMS 
? Romantic Love Good Morning SMS Messages
Share:

Wednesday, January 18, 2017

Hindi Messages For Good Morning - Funny Good Morning Shayari In Hindi

Funny Good Morning Shayari In Hindi 140 Words - Good Morning Status In Hindi For Fb


Rat ke bad subah ko ana hi tha,

Gum ke bad khushi ko ana hi tha,

Kya hua agar hum der tak soye rhe,

Par hmara morning msg to ana hi tha.

Good Morning




Subah subah suraj ka sath ho,

parindon ki aawaj ho,

hath mein chaye or yaado me aap ho,

us khush numa subah ki kya bat ho.

Good Morning.



Good Morning Shayari In Hindi Funny With Images




Iss Dil Ka Kaha Maano Ek Kaam Kar Do,

Ek Benaam Si Mohabbat Mere Naam Kar Do,

Mere Par Faqat Itna Ehsaan Kar Do,

Ek Subha Ko Milo Aur Shaam Kar Do.




Aaj kuch ghabraye se lagte ho,

Thand mein kampkapaye se lagte ho,

Nikhar kar aayi hai surat aapki,

Bahut dino baad nahaye se lagte ho..




? Latest Top 10 Pappu Joke In Hindi 
? Whatsapp Members ke Liye Funny Republic Day SMS 
? Romantic Love Good Morning SMS Messages
Share:

Tuesday, January 17, 2017

Dosti Shayari In Hindi 140 Character - Funny Dosti Shayari

Dosti Shayari In Hindi Language - Dard Bhari Dosti Shayari


Faasle mita kar aapas main pyaar rakhna,.

dosti ka ye rishta hamesha barkaraar rakhna,

bichhad jaaye kabhi aapse hum,

aankhon main hamesha hamara intzaar rakhna�




Itna pyaar paya hai aap se,

Uss se zyada pane ko jee chahta hai,

Najane woh kaun si khobi hai aap mein,

Ki aap se dosti nibhane ko jee chahta hai�



Hindi Shayari Dosti Love - Beautiful Dosti Shayari




Milne ki khushi na bichad ne ka gham,

na tanha na udaas hai hum,

kaise kahen kaise hai hum,

bas yun samajhlo,

aapki dosti ke bina akele hai hum�.




Pyara se dost ko salaam hamara,

Aap kaise ho sawaal hamara,

Yaad karte rahenge ye hai wada hamara,

Filhaal kabool kijiye �Good Morning� hamara�




? 9 Tommy Cooper One Liners Jokes
? Heart Touching Love Poems in Hindi
? Love Anniversary Shayari
Share:

Monday, January 16, 2017

Happy Republic Day 2017 Shayari - 26 January Shayari Hindi

Happy Republic Day Shayari in Hindi - Republic Day Shayari SMS


Daag GULAMi ka dhoya hai jaan Luta kar

Deep jalaye hai kitne DEEP bhujha kar

Mili hai jab yeh AZADi to fir is azadi ko

Rakhna hoga har DUSHMAN se aaj bachakar




!�"�"�"�"!
!!�"�@�"�!
!!�"�"�"�"!
!!
!!
!! Come together to make India Most powerful, prosperous Country Happy RepublicDay 2017. ......



Republic Day SMS




Let us remember the golden heritage of our country

and feel proud to be a part of India.

HAPPY REPUBLIC DAY




So to feel the patriotism &

dedications of those sacrifice that our freedom fighters made,

here are some of the wishes that will enlighten this spirit in you.




Our life is full of Colors..

I hope this 26th January will add more colors to your life

Happy Republic Day




? Good Morning Shayari In Marathi 140 Character
? Sweet Good Morning SMS
? Good Morning SMS Messages for Friends
Share:

Valentine Day Shayari In Hindi 2017

Romantic Happy Valentine Day Shayari In Hindi - Valentines Day Shayari For GF And BF


Dil Ne Jise Jindagibhar Chaha Hai

Aaj Karunga Mai Unse Ikrar,

Jiski Sadiyos Se Tammanah Ki Hai,

Unse Karunga Mere Pyar Ka Ijahaar..




Na Jane Kyun

Jab Yea Hawaayein Mujhe Chu Kar Guzarti Hai

Dil Pe Ak Dastak Si De Jaati Hai �

Shayad Ishaaro Mein Kehti Hai

Tum Aane Wale Ho Ya Fir Yuhin Mujhe Behla Kar Chali Jaati Hai.......

Happy Valentine Day....



Romantic Happy Valentines Day Shayari



Haal kuch aisa hai apna,

lagta hai jaisa koi sapna,

thi main tanha is safar me,

ab koi ban gaya hai apna.

Happy valentine day.....




Hum tere sath chalenge tu chale na chale,

Tera har dard sahenge tu kahe ya na kahe,

Hum chahte hai ki tum sada khush raho,

Hum chahe rahe ya na rahe�

Happy Valentine Day




? Good Morning Shayari In Marathi 140 Character
? Sweet Good Morning SMS
? Good Morning SMS Messages for Friends
Share: