Showing posts with label LOVE SHAYARI. Show all posts
Showing posts with label LOVE SHAYARI. Show all posts

Wednesday, September 6, 2017

Best Romantic Love Shayari for Girlfriend, Love Messages | Hindi Shayari

Zindagi Ban Gye Ho Tum

Jab se dekha hai tumko,
     Ankhon me tumhari tasveer ban gayi hai..
Lakh koshishen ki tumhe bhulane ki,
     Par tumhari mohabbat mere pairon ki zanjeer ban gayi hai..
Chaha kar bhi tumse door nahi ja paata,
     Lagta hai tum meri zindagi ban gayi ho....
Share:

Sunday, May 14, 2017

Best Romantic Love Shayari for Couple | Milke Bhi Hum Na Mile Tumse Na Jaane Kyo

Milke Bhi Hum Na Mile Tumse Na Jaane Kyo

Milne ki khushi bhi hai, Door jaane se dard bhi hai,
Kaise bataye tumko dil mai kya uljhan se hai,
Dekha hai apko milte samay pehli baar,
Vo lamha aankhe bhula nhi sakti hai,
Ja rahe jab milkar door, tab socha phir milenge jaldi,
Magar milne ka intzaar abhi se hai,
Jaha raho khush raho, Mile jaha ki khushiya saari,
Har din dil ye dua karta hai,
Magar tum humara saath kabhi na chodna,
Humara dil baar baar tumse ye kehna chahta hai....
Share:

Monday, May 8, 2017

Tera mera sath shayri in hindi

Hello friends. In this article you will find Top 10 tera mera sath shayari collection. So enjoy this love shayari with your romantic partner. You can share your shayari with us by comments below.

Tera mera sath shayri in hindi


Tera Mera Sath Shayri in Hindi

*तेरा मेरा साथ 1*
दिन बीत जाते है सुहानी यादे बन कर....
बाते रह जाती है कहानी बन कर.....
पर प्यार तो हमेशा दिल के करीब रहेंगे....
सात जन्मो तक तेरे रहेगे
कभी मुस्कान तो कभी आंखो का
पानी बन कर....!!!

Shayari on Tera Mera Sath
तेरा मेरा साथ 2*
बहुत समझाया ख़ुद को,
मगर समझा नही पाये,
बहुत मनाया ख़ुद को,
मगर मना नही पाये,
जाने वो क्या जज्बा था,
वो एहसास था,
खूब भुलाना चाहा उसे हमने,
मगर भुला नही पाये...!!!

Hindi Lines on Tera Mera Sath
तेरा मेरा साथ 3*
तुम्हारे साथ जो गुजरे,
वो लम्हे हम नहीं भूले,
मिलन की वो ख़ुशी,
और फिर विरह के गम नहीं भूले,
ये बरसों बाद जाना है,
मोहब्बत का सबब मैंने,
हमें भी तुम नहीं भूले,
तुम्हें भी हम नहीं भूले...!!!

Tera Mera Sath Love Shayri
तेरा मेरा साथ 4*
वो बेवफा हमारा,
इम्तेहा क्या लेगी मिलेगी,
नज़रो से नज़रे तो,
अपनी नज़रे ज़ुका लेगी,
उसे मेरी कबर पर,
दीया मत जलाने देना,
वो नादान है यारो,
अपना हाथ जला लेगी.

Tera Mera Sath Hindi Pyar Wali Shayri
*तेरा मेरा साथ 5*
हमारे दरमियाँ ये दूरियां ना होती,
गर कुछ मेरी मजबूरियाँ ना होती...!!!
रहते ना यूं मेरे हाथ खाली,
गर रस्मों की ये बेड़ियाँ ना होती...!!!

Tera Mera Sath Love Pyar Shayari
*तेरा मेरा साथ欄6*
मुहब्बत के लिए इक ज़िंदगी,
कम पड़ गयी होगी...!!!
तभी तो सात जन्मों का;
खुदा ने कर दिया बंधन...!!!

Tera Mera Sath Mohabbat Shayari
तेरा मेरा साथ欄8*
शायरी क्या है मुझे पता नहीं,मै
नग्मों की बंदिश जानता नहीं,मै
जो भी लिखता हूँ, मान लेना सब बकवास है,
ये रिस्ता सात जन्मो का बन्धन है
जो कुछ भी हैं ये कैद इन
अल्फाजों में ,बस ये मेरे कुछ दर्द
और मेरे कुछ ज़ज्बात हैं.

Hindi Latest Tera Mera Sath Shayari
तेरा मेरा साथ欄8*
शायरी क्या है मुझे पता नहीं,मै
नग्मों की बंदिश जानता नहीं,मै
जो भी लिखता हूँ, मान लेना सब बकवास है,
ये रिस्ता सात जन्मो का बन्धन है
जो कुछ भी हैं ये कैद इन
अल्फाजों में ,बस ये मेरे कुछ दर्द
और मेरे कुछ ज़ज्बात हैं.

Tera Mera Sath Best Hindi Shayari
*तेरा मेरा साथ欄9*
भोले से चहरे पर, वो प्यारी सी मुस्कान, दीवाना बना ही देती है
कैसे   संभाले  खुद को, आँखे
उनका दीदार  करा  ही   देती   है
दे दी जन्नत की सारी खूबियाँ
इनको, तो  भी  शिकवा  नहीं
तुझसे सात जन्मो का बन्धन है
गम है की हमें क्यों दे दिया दिल
और क्यों दी आँखे हुस्न-ऐ-दीदार को

Tera Mera Sath Emotional Shyari
*तेरा मेरा साथ欄10*
देखो ये रोज रोज की
चोरी  छूपे मिलना ठीक नहीं
बस एक बार हमे अपना बना लो
सात जन्मो के लिये
फिर दिल  भी तेरा हम भी तेरे
*raaj*
Share:

Monday, April 10, 2017

Mohabbat Shayari for Girlfriend Romantic Hindi Love Shayari

Mohabbat Meri Zindagi Hai

Mohabbat Maqsad Hai Zindagi Ka
Mohabbat Muqaddar Hai Her Kisi Ka
Mohabbat Pakeezai Ka Naam Hai
Mohabbat Her Khushi Ka Pegaam Hai
Mohabbat Hai To Rehmat Hai
Mohabbat Hai To Chahat Hai
Mohabbat Pyar Ish-o-Lagan Hai
Mohabbat Main Her Shakhs Magin Hai
Mohabbat Main Zindagi Kho Jati Hai
Mohabbat Haar Hai Mohabbat Jeet Hai
Mohabbat Hi Dil Ka Sacha Meet Hai
Mohabbat Phoolo Ko Hui Kantoo Se
Mohabbat Palkoo Ko Hui Aankhoo Se
Mohabbat Chand Ko Hui Chandni Se
Mohabbat Rooh Ko Hui Ragni Se
Mohabbat Subha Ki Pehli Kiran Hai
Mohabbat Do Diloo Ka Millan Hai
Mohabbat Hi Meri Manzil Hai
Mohabbat Hi Mera Dil Hai...!!!
Aur Mera Dil Aapke Pass Hai
Share:

Saturday, April 1, 2017

Romantic SMS for Girlfriend|Best Message for Lover|Hindi Love Shayari



Tu door hai mujh sey, per paas bhi hai,
Teri kami main kahin, tera ehsaas bhi hai..

Tujh jaisa koi nhi, jahan main mere liye, 
Jab tujh se milta hu, vo pal mere liye khaas bhi hai ..

Tuney Khushiyan mujhey itni di hain keh aaj,
Tere liye dil main pyaar ka ehsaas bhi hai ...

KHUDA ne yuun nawaza, teri pyaar se mujhey,,
Keh mujhey khud pe gumaan hai, aur naaz bhi hai
Share:

Monday, February 20, 2017

Love Attitude Status Shayari For Whatsapp

Guys looking For  Love Attitude Status Shayari For Whatsapp then Here in This Post You Will Get Hindi WhatsApp Status, Whatsapp Shayari, Funny status messages for WhatsApp, Love WhatsApp Status quotes, Attitude whatsapp status and More.

Attitude Status on Bullet Bike in Hindi

 Love Attitude Status Shayari For Whatsapp
 Love Attitude Status Shayari For Whatsapp 

जितनी दूर तक तेरी activa 5 मिनट में जाती है...
उतनी दूर तक तो भाई  की Bullet 🏍 Ki आवाज आती है।।

jitani dur tak teri achtiv 5 minat mein jati hai...
utani dur tak to bhai ki bullait 🏍 ki avaj ati hai..

--------------------------------------

Best Attitude Status on Tufan in Hindi

"'तूफ़ान' भी आना ज़रूरी है 'ज़िन्दगी' में तब जाकर पता चलता है कि,
'कौन' हाथ 'छुड़ाकर' भागता है और 'कौन' हाथ 'पकड़कर'  भागता है...!!

"tufan bhi ana zaruri hai zindagi mein tab jakar pata chalata hai ki,
kaun hath chhudakar bhagata hai aur kaun hath pakadakar bhagata hai...!!

-----------------------------------

Best faadu Attitude Status Quotes in Hindi

सुना है कोई और भी चाहने लगा है तुमको,
हमसे बढ कर अगर चाहे तो उसी की हो जाना...!!

suna hai koi aur bhi chahane laga hai tumako,
hamase badh kar agar chahe to usi ki ho jana...!!
Share:

Wednesday, February 1, 2017

Whatsapp Shayari


Mat Puch Sabar Ki Inteha Kahan Tak Hai,
Tu Sitam Kar Le Teri Taqat Jahan Tak Hai, 
Wafa Ki Umeed Kisi Aur Ko Hogi,
Humein To Dekhna Hai Tu Bewafa Kahan Tak Hai.

************


khushbuon ka to sirf ehsaas hota hai,
Dil to Dil ke pass hota hai,
har baat ko juban se kehna mumkin nahi,
sache pyaar ki pehchaan to bas vishwaas hota hai.

************


Apki Saadgi ki koi Inteha Nhi Hai
Yahi to Mere Pyr krne k waja Rahi Hai
Mana ki Apme Alag kuch B Nhi Hai
Pr Jo apme He Wo kisi Or Me Nhi Hai.
Share:

Tuesday, January 31, 2017

तुझे खोना भी मुश्कील है, तुझे पाना भी मुश्कील है !

तुझे खोना भी मुश्कील है, तुझे पाना भी मुश्कील है.
जरा सी बात पर आंखें भीगो के बैठ जाते हो,
तुझे अब अपने दील का हाल बताना भी मुश्किल है,
उदासी तेरे चहरे पे गवारा भी नहीं लेकीन,
तेरी खातीर सीतारे तोड़ कर लाना भी मुश्कील है,
यहाँ लोगों ने खुद पे परदे इतने डाल रखे हैं,
कीस के दील में क्या है नज़र आना भी मुश्कील है,
तुझे जींदगी भर याद रखने की कसम तो नहीं ली,
पर एक पल के लिए तुझे भुलाना भी मुश्कील है
Share:

Sunday, January 22, 2017

Shayari on Love, Love Shayari In Hindi

Love Shayari In Hindi For Girlfriend, Shayari on True Love


Zakham Chupane Ke Liye Bahana

Chahiye, Dard Sunane Ke Liye

Zamana Chahiye, Har Shaksh Karib

Aakar Chala Jata Hai, Ek Wo Hi

Nahi Aata Jinko Aana Chahiye.




Sabke Chehre Mei Woh Baat Nahi

Hoti, Thode Se Andhere Mai Raat

Nahi Hoti, Zindagi Mai Kuch Log

Bahut Pyare Hote Hain, Kya Karein

Unhi Se Aajkal Mulakat Nahi Hoti.



Love Shayari Image, True Love Shayari




Dil Jeet Le Woh Jigar Hum Rakhte

Hai, Katal Kar De Woh Nazar Rakhte

Hai, Wada Kiya Hai Kisi Se

Hamesa Muskurane Ka, Warana Hum

Bhi Ankhon Mai Samunder Rakthe Hai.




Tanha Mausam Aur Udaas Raat

Hai, Wo Mil Ke Bichad Gaye Ye

Kaisi Mulaqat Hai, Dil Dharak

To Raha Hai Lekin Awaz Nahi

Hai, Wo Dharkan Bhi Sath

Le Gaye Kitni Ajeeb Baat Hai!




? Whatsapp Status For Republic Day 
? Valentine Day Is Coming Status 
? Funny Llama Joke - Animal Jokes
Share:

Wednesday, January 18, 2017

Sunday, January 15, 2017

5 Best Romantic Love Shayari, New Love Shayari

Most Romantic Love Shayari For Girlfriend,Boyfriends


Uski Khamoshi Se Mujhe Dar Lagta Hai,

Door Na Ho Jaye Aisa Kyu Lagta Hai,

Duniya Se Use Cheen Lene Ka

Haunsla To Hai Mujh Mein Lekin

Wo Saath Na Dega Aisa Kyon Lagta Hai.




Hum Bhi Kisi Ki Yad Me Deewane Ban

Gaye, Likha Jo Kuchh To Afsane

Ban Gaye, Mil Gaya Use

Mujhse Bi Achchha Koi, To Ham

Bhi Uski Najar Me Anjane Ban Gaye.



Romantic Hindi Shayari




Kismat Ne Mujhe Kaisi Saja Di

Yaro, Dard Ki Yade Fir Se

Jaga Di Yaro, Apni Begunahi

Ka Sabut Main Deta Jarur, Lekin

Uske Ansuon Ne Aag Laga Di Yaro.




Mulakaat Bhi Kabhi Aansu De Jaati

Hai, Nazre Bhi Kabhi Dhoka De

Jaati Hai, Guzre Huye Lamho Ko

Yaad Karke Dekhiya, Tanhaiya

Bhi Kabhi Sukoon De Jaat Hai.




? Latest Romantic Good Morning Shayari 
? Good Morning Shayari With Images 
? Gujarati Good Morning Shayari
Share:

Wednesday, January 4, 2017

Most Romantic Love Shayari in Hindi


Rait par likh ke mera naam mitaya na karo,
Aankhen sach bolti hain, pyaar chupaya na karo,

Log har baat ka afsana bana lete hain
Sab ko haalaat ki rudaad sunaya na karo,

Ye zaroori nahin har shakhs masiha hi ho
Pyaar ke zakhm amaanat hain dikhaya na karo,

Shahar-e-ehsaas mein pattharaav bahut hain
Dil ko shishe ke jharonkhon mein sajaaya na karo....
Share:

Tuesday, January 3, 2017

Best Romantic Love Poetry For Lover Hindi Shayari


Apni aakhon ke samunder main utar jaane do,
Tumhara mujrim hoon, Mujhe doob ke mar jaane do,
Zakham kitne tumhari chaahat se mile hain mujhko,
Sonchta hoon kahoon tumse, Magar jaane do,
Yeh bhi adab hamare hai, Tumhain kya malum,
Hum tumhain jeet ke harey hain, Tumhain kya malum,
Ek tum ho ke samajhte nahi hum ko apna,
Ek hum hain ke tumhare hain, Tumhain kya maalum....
Share:

Thursday, November 17, 2016

Best Romantic Love Message for Girlfriend Friendship Shayari SMS in hindi


Tumhe apne daaman me
Chupana chahta hu,
Tumhe dil se apna banana
Chahta hu,
Marke bhi na toote
Ye rishta hamara,
Is tarah apni rooh me
Samana chahta hu....
Share:

Tuesday, October 18, 2016

Raat bhar nahi sote teri yaad me aksar


Raat bhar nahi sote teri yaad me aksar..
Bedard zamane ka bahana sa bana ke..
Hum toot k rote hain teri yaad me aksar..
Bhool jaaye tumhe ye to mumkin hi nahi..
Hum khudko bhool jate hai teri yaad me aksar....
Share:

Sunday, October 9, 2016

Shayari for Valentine Day Tujhe Chahte Hai Be Inteha Par Chahna Nhi Aata


Tujhe chahte hai be inteha par chahna nhi aata,
Ye kaisi mohabbat hai k hamein kehna nahi aata

Zindagi mein aa jao hamari zindagi ban kar,
Ke tere bin hamein zinda rehna nahi aata,

Har pal tujhe bus tujhe duaon me mangte hain,
Kya kare ke tumhare siwa kuchh mangna nhi aata..


Share:

Saturday, February 27, 2016

Kuch is tarah ka bhi karte hai ham



Muhabbat mukkadar hai.. Ek Khwab nhi,
ye wo rishta hai jisme sab kamiyab nhi.
jinhe mila saath unhe ungliyo pe gin lo,
or jinhe mili judai unka koi heesab nhi.






Kuch is tarah ka bhi karte hai ham gazab dono,
K rooth jate hai apas mai be sabab dono,
Kare jo baith kar baate to baat ban jaye,
K baat ek hi karte hai mil k lab dono.
Share:

Na jane kab wo haseen raat hogi



Na jane kab wo haseen raat hogi, 
jab unki nigahe humari nigaho ke sath hogi,
baithe hai hum us raat ke intzaar me,
jab unke hontho ki surkhiya humare hontho ke sath hogi.




Dil ka dard palko k kinaro me kaid hai,
ehsaas unka hawa k isharo me kaid hai.
Unko hum bhule bhi to kaise bhule,
jinko pane ki arzoo tute sitaro me kaid hai.
Share:

Thursday, January 14, 2016

Monday, January 11, 2016