Showing posts with label SAD SHAYARI. Show all posts
Showing posts with label SAD SHAYARI. Show all posts

Tuesday, March 21, 2017

Hindi sad shayari – Matlabi Pyar Shayari

Hindi sad shayari – Matlabi Pyar Shayari

वो जिन्हें हमने सौंपी है
दिल की सभी धड़कनें..!!

वो अपना एक पल देने को
हजार बार सोचते हैं..!!

vo jinhen hamane saumpi hai
dil ki sabhi dhadakanen..!!

vo apana ek pal dene ko
hajar bar sochate hain..!!

Hindi sad shayari – Matlabi Pyar Shayari
Hindi sad shayari – Matlabi Pyar Shayari


Read More:-Alone Sad Status DP Pictures for Facebook

Share:

sad shayari – khyal sirph tumhara Aata Hai

sad shayari – khyal sirphtumhara Aata Hai

मैं दिनभर ना जाने कितने चेहरो से
रूबरू होता हूँ ।।

पर पता नहीं रात को ख्याल सिर्फ
तुम्हारा ही क्यों आता है ।।

main dinabhar na jane kitane cheharo se
rubaru hota hun ..

par pata nahin rat ko khyal sirph
tumhara hi kyon ata hai ..

sad shayari – khyal sirph tumhara Aata Hai

sad shayari – khyal sirph
tumhara Aata Hai





Share:

Wednesday, February 1, 2017

Whatsapp Shayari


Mat Puch Sabar Ki Inteha Kahan Tak Hai,
Tu Sitam Kar Le Teri Taqat Jahan Tak Hai, 
Wafa Ki Umeed Kisi Aur Ko Hogi,
Humein To Dekhna Hai Tu Bewafa Kahan Tak Hai.

************


khushbuon ka to sirf ehsaas hota hai,
Dil to Dil ke pass hota hai,
har baat ko juban se kehna mumkin nahi,
sache pyaar ki pehchaan to bas vishwaas hota hai.

************


Apki Saadgi ki koi Inteha Nhi Hai
Yahi to Mere Pyr krne k waja Rahi Hai
Mana ki Apme Alag kuch B Nhi Hai
Pr Jo apme He Wo kisi Or Me Nhi Hai.
Share:

Sunday, January 22, 2017

Dard Bhari Shayari In Hindi With Images, Sad Shayari

Dard Bhari Shayari In Hindi 160, Dard Bhari Sayri


Pyar Ka Badla Kbi Chuka Na Skenge,

Chah Kr B Apko Bhula Na Skenge,

Aap Hi H Mere Labo Ki Hasi,

Aapse Bichde To Fir Kbhi Muskura Na Sakenge.




palko ke kinare

humne bhigoye hi nahi,

woh sochte hai hum roye hi nahi,

woh puchte hai

khwabon me kise

dekhte ho,

hum hai ki ek umr

se soye hi nahi.



Dosti ki Dard Bhari Shayari In Hindi, Sad Shayari Images




Koi GiLa Na Koi Shikwa Rahe Apse

Ye Arzoo Hai 1 SiLsiLa Bana Raha Apse

Bas 1 Bat Ki Umeed Hai Apse

Khafa Na Hona Agar Hum Khafa Rahe Aapse...




Unka khwabo me aana ye unka kasur tha,

unse dil lgana ye humara kasur tha,

vo aaye the zindgi me do pl k liye,

unko zindgi smj lena ye hmara kasur tha..




? Whatsapp Status For Republic Day 
? Valentine Day Is Coming Status 
? Funny Llama Joke - Animal Jokes
Share:

Saturday, January 21, 2017

Dard Bahri Shayari, Sad Shayari In Hindi

Sad Shayari In Hindi For Girlfriend, Sad Shayari Images


Ajeeb Hoti Hai Ye Ishq Yaaro

Kabhi Jise Jaan Se Bhi Jada Chaha,

Aaj Uuse Hi Ek Nazar Dekhna Gawara Nahi.




Itna Bhi Pyaar Kis Kaam Ka..

Bhulna Bhi Chaho To Nafrat Ki Hadd Tak Jana Pade.




Ajeeb Hoti Hain Mahobbat Ki Raahain Bhi

Rasta Koi Badalta Hai,

Manzil Kisi Ki Kho Jati Hai..!!



Hindi Sad Shayari, Sad Love Shayari




Jhoot Bolte Hain Wo Log,

Jo Kehte Hain Hum Sab Mitti Ke Bane Hain,,

Mai Ek Shaks Se Waaqif Hu,

Jo Patthar Ka Bana Hai..!




Ulfat ka jab kisi ne liya naam ro pade,

Apni wafa ka soch ke anjam ro pade.

Har shaam ye sawal muhabbat se kya mila,

Har shaam ye jawab ke har sham ro pade.

Rona hi naseeb mein hai to auron se kya gila,

Apne hi sar liya koi ilzam aur ro pade




? Ford Kuga 2017 Funny Memes (with images, tweets) The Memes Come Forth 
? Ford Kuga Jokes 2017 What jokes makes kuga owners laugh 
? Knock Knock Jokes for Kids
Share:

Sunday, June 12, 2016

Urdu Sad Shayari - Hum Aaj Bhi Tumhe Yaad Krte Hai

Be-zabano ko jub wo zaban deta hay,
Parhne ko phir wo QURAN deta hay,
Bakshne pay aata hay jub ummat k gunahon ko,
Tohfay mein gunahgaron ko RAMAZAN deta hai

Taare bole chand se tum kitne khushnaseeb ho
Jo tumhe sabhi yaad karte hain…
Aur hum itne badnaseeb hain ki log apni chahat ke liye
Hamare tutne ki fariyaad karte hain…
Share:

Dard Bhari Urdu Shayari in Hindi

Us dil se pyar karo jo tumhe dard de,
Par us dil ko kabhi dard na do jo tumhe pyar kare.
Kunki tum duniya ke liye koi ek ho 
Par kisi ke liye tum sari duniya ho...

Nazaro se nazar tum churao ge kab tak,
Pyaar apna aakhir chupao ge kab tak,
Mere paigam aapko milte rahainge yuhi sada,
Message meray mitao gey kab tak...
Share:

Aap Me Hmari Jaan Basti Hai - Urdu Paar Bhari Shayari

Har insan ki alag Pehcan hoti ha
Per Hamarey SMS ki alag Shaan hoti ha
Her kisi ko kartey nahi SMS
Magar jis ko kartey hain us main Hamari Jaan hoti ha

Sabhi ko sabhi kuch nahi milta..
Nadi ki har lehar ko sahil nahi milta,
Yeh dilwano ki duniya hai ajeeb,
Kisi se dil nahi milta toh koi dilse nahi milta
Share:

Couple Urdu Shayari - Hum Aap ke Dil Main Rehte Hain

Banany wale ne ek DOST mere lia banaya hy,
Jise aap k roop mein mainey paaya hay,
Jo mere dil main aise samaya hy,
Jaise purani haeli main "BHOOT" ka saaya hay

hum ap k dil main rehte hain,
Is liye her dard sehte hain,
Koi hum se pehle WISH na ker de apko,
Is liye sub se pehlay "Happy Ramadan ul mubarak" kehte hain

Share:

Mein hu Bewafa - Heart Touching Bewafa Shayari

Dard hi sahi mere ishq ka inaam toh haaya
Khali hi sahi hathon mein jam toh aaya
Mein hoon bewafa sabko bataya usne
Gaali hi sahi uske labhon pe mera naam toh aaya.
Hushn walon ki gali mein gujarna nahin,
Zehar kha lena magar dil lagana nahin,
Hushn wale bahut nazuk hote hain,
Dil lagake dil tod dete hain
Share:

Saturday, February 27, 2016

Kuch is tarah ka bhi karte hai ham



Muhabbat mukkadar hai.. Ek Khwab nhi,
ye wo rishta hai jisme sab kamiyab nhi.
jinhe mila saath unhe ungliyo pe gin lo,
or jinhe mili judai unka koi heesab nhi.






Kuch is tarah ka bhi karte hai ham gazab dono,
K rooth jate hai apas mai be sabab dono,
Kare jo baith kar baate to baat ban jaye,
K baat ek hi karte hai mil k lab dono.
Share:

Thursday, January 14, 2016

Monday, January 11, 2016

Saturday, January 9, 2016

Tumse kitni mohabbat hai ye


"Tumse kitni mohabbat hai ye main bata nahi sakta, 
Apni zindagi mein tumhari ehmiyat jata nahi sakta. 
Meri zindagi ka har lamha tumhi se shuru hota hai, 
Tumse door reh ke ek pal bhi akele bita nahi sakta. 
Mumkin hai main khud ko bhool jaaun, 
Par tumhe bhulane ki khata main kar nahi sakta.
Tum mere dil me hi nahi mere rag-rag me base ho, 
Tumse bichhad ke main ye zindagi jee nahi sakta."

Share:

Tuesday, December 22, 2015

Saturday, December 5, 2015

Wednesday, December 2, 2015

Monday, November 30, 2015

Wo inkar karte hain ekrar ke liye


""Wo inkar karte hain ekrar ke liye.. 
Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye, 
Dost ulti chaal chalte hain yeh ishqwale, 
Ankhein band karte hain deedar ke liye.""





""Kuch nasha to aapki baat ka hai.. 
kuch nasha to aap ki mohabbat ka hai, 
Dost hume aap yun hi sharabi na kahiye, 
is dil par asar to aap se mulakat ka hai!"" 
Share: